Job titles/roles kaise change karna hain?

1Answer

Hi, aap easily Job titles/roles change karke alag alag jobs dekh sakte ho. Job titles/roles change karne ke liye ye steps follow kijiye:

Step 1: Help Centre se bahar niche Profile Icon pe click kijiye


Step 2: Scroll down kijiye and Preferred titles/roles area pe click kijiye


Step 3: Aapna manpasand titles/roles select kijiye and niche Save button pe click kijiye

For example, agar apko koi bhi desk job chahiye, aap Data Entry, Computer Operator, Back Office, etc jaise search kar sakte hai


Step 4: Ab niche Jobs icon pe click kijiye Job page mein jake aapne manpasand job dekhne ke liye.


Step 5: Kisi bhi Job mein click karke uss job ko details mein dekhiye.


Pro Tip: Job pane k chances badane ke liye Ek se zyada titles/roles choose kijiye.

Related queries:

Job par apply kaise karein?

Maine konse jobs mein apply kiya?

Dusre cities ya locations mein job kaise search karu?

Mujhe mere type ke jobs nahi mil rahe hain.

Good luck!

Did this answer your question?
...