CV kya hain?

1Answer

CV ka full form hain Curriculum Vitae. Usko Bio Data aur Resume bhi kehte hain.

CV basically ek document hain jo apko HR ke saath share karna padta hain job pe apply karne ke waqt ya uske baad. CV mein ye saare cheezein rehni chahiye:

1. Apka naam

2. Apke contact details (number, email id)

3. Apka previous work experience (agar koi hain toh)

4. Apke academic details (school, college, certifications)

5. Apke skills

6. Apka photo (optional)

Apke phone mein CV ka ek copy rakh dijiye taaki aap easily HR ko bhej sake. 

Profile section mein jaa ke aap apna CV upload bhi kar sakte ho.

Resume apna app mein kaise upload karte hai detail mein janne ke liye, click kijiye

Please note: CV aap sirf .jpeg aur .pdf format mein upload kar sakte ho.

Pro Tip: Inme se ek use karke easily CV banaiye:

Good luck!

Related Queries:

Job par apply kaise karein?

Maine konse jobs mein apply kiya?

Dusre cities ya locations mein job kaise search karu?

Did this answer your question?
...