Hi. Agar aap work from home job dhund rahe hai, toh ye steps follow kijiye:
Step 1: App ke neeche se Jobs icon pe click kijiye Jobs Section mein jaane ke liye.

Step 2: Jobs section mein Filters icon pe click kijiye

Step 3: Uske baad “Work mode” pe click kijiye

Step 4: Yahan se “Work from home” ka a option select kijiye agar aap remote job dekhna chahte hai.

Step 5: Ab Apply button pe click kijiye yeh changes apply karne ke liye

Step 6: Iske baad aap job page mein aya jayenge, Uske niche agar aap ke job criteria ke hisab se koi work from home job available honge, to wo aap ko dekhenge (Saare work from home job ke job card mein ek ghar ka sign hoga)
Step 7: Agar aapko filter remove karna hai,
Then Filter icon pe click kijiye
Niche se Clear filters option ko select kijiye
Last mein Apply button pe click kijiye
Good luck!
Agar aapko filter choose karne ke baad job nahi dikh raha hai, to job departments and selected filters change karke jaroor try kijiye.
Pro Tip: Dusre cities ke work from home jobs mein apply kijiye
Related Queries:
Kya mein ek se zyada filter ekbar mein use kar sakta hu?
Job par apply kaise karein?
Maine konse jobs mein apply kiya?
Dusre cities ya locations mein job kaise search karu?