Hi. Agar aap jobs pe apply karna chahte ho ya kar chuke ho,
Please note: Job pe apply karne ke baad HR ko call karna bohot important hain.
- Agar aap HR ko call karoge, aap directly apna interview fix kar paoge (HR ko call karne se interview fix karne ke chances 95% badh jayega)
- Agar job-related koi doubt hain, aap HR ko call karke directly puch paoge.
Job mein apply karne ke baad, apko in 2 mein se ek dikhega:
‘Send Application’ option. Usme aap click karke apply kar payenge.
Apko kuch questions ke answers dene padenge. Agar aap saare sahi jawab denge, apko Call HR option dikhayi dega. Aap fir private number se call karke apply kar sakte hain.
Baad mein agar aap apply kiye huye jobs and HR response ko track karna chahte ho toh aap Applications section pe click kijiye. Uske baad Call or Whatsapp button pe click karke HR se baat kijiye.

Lekin agar aapko Call ya Whatsapp HR nahi dikh raha hai toh chinta maat kijiye HR aapse khud contact karenge.
Pro Tip: Jaldi job paane ke liye HR se professionally aur confidently baat kijiye!
Related Queries:
Job par apply kaise karein?
Maine konse jobs mein apply kiya?
Dusre cities ya locations mein job kaise search karu?
HR se baat karne ke liye number kaise milega?